Ye kaali kaali aakhen ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazren ye hirni jaisi chaal
dekha jo tujhe jaanam hua re mera haal
Main mila, too mili hai too mili, main mila main mila, too mili too mili, main mila duniya jale to jale pyaar karenge tujh pe marenge dhak dhak dil yeh kare
Uf teri dillagi dil ko jalaane lagi gairon ki baahon main ithlaake jaane lagi Ye teri pairon ki mujh ko satane lagi Chhodo ji chhodo sanam zid apni todo sanam nazuk yeh dil hai mera dil ko na todo sanam ...
ye lambi lambi ratain aa kar le mulaquaten jaane kyon dil yeh mera tera hi hona chahe use maila na kar yeh gore gore gaal
Na too kar hat pat Kar byah jhat pat Meri aa ja too diqqat Karte pyar ka tiket Na too zhulfein jhatak Na too pair patak Are aise na matak dil gaya hai bhatak
Chehre pe tere sanam Laila ki hai shokhiyaan Heer si bhadke hai aakhon ki yeh mastiyaan Juliet ki tarah honton pe hain sukrhiyaan Dekh le khudh ko too jazar se meri ja ne jaan
Dekhi jo teri ada main phida ho gaya seene se lag ja mere jeene ka aaye mazaa
Ye bhikhree bhikhree zulphen ye jhuki jhuki palken ye gori gori bahain hum kyon na tumhe chahen aisa to humne pahle dekha nahi kamaal.
yeh kaali kaali
Lyrics of Kitabein Bahut Si
kitaben bahut si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaan nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai
umange likhi hain jawani likhi hain tere dil ki saari kahani likhi hain )-2 kahin haale dil bhi batata hai chehra na bolo to phir bhi batata hai chehra ye chehra haqiqat mein ek aayina hai bata mere chehre pe kya kya likha hai
agar hum kahen humko ulfat nahin hai kahogi phir kaise mohabbat nahi hai )-2 bare aaye chehre pe ye marne waale dikhawe ka aihde wafa karne waale dikhawa nahi pyar ki imtahaan hai bata mere chehre pe kya kya likha hai
Today, there have been 16 visitors (18 hits) on this page!